Kya bigyan Parmeshwar ki stiti ki anusandhan batlati hai?

Yeh ek duandh jaisi hai. Agar Aap sab praman ko ek sath me layenge toh kya chabi dikhti hai.

Parmeshwar ki stiti ko batlane Main boigyanic praman ko istimal karma chahunga.

Sachyi ko batlane me Hum bigyan ko istimal karte hai.

Boigyanic sandhan kuch duandh ki tukde jaisi hoti hai.

Agar Aap sab tukde ko ek karenge.

Aap kaisi Jeevan ki stiti ke kaise chabi pate hai.

Paheli, Who puri nahi hai.

Parmeshwar ko humari anubhab me padhanahi ja sakta.

Parmeshwar ki jeevan ki ek dusri sachayi hai.

Magar koi koi Abswashi kehete hai ki. “ Parmeshwar humari kisi kalpana hai.”

Tab Pahela sabal yeh hai ki: “kya Parmeshwar ki stiti hai?”

Chaliya Manlege ki Parmesh hai nahi.

Tab jeevan hi kisi achanak hai aur uski matlab hi nahi hai.

Kya yeh such hai?

Humari dharti kisi badi prahar se bani hai yeh kahabat ke upar chalo gour Karen.

Sirf kisi badi sakti ki yeh badi prahar mana sakta hai.

Humari prithvi dharti me sabse surakhit manajati hai.

Jeevan ko surakhit Karen wali bahat hi kuch kimti chijen rakhigayi hai.

Prithvi ke stiti aur rasayanik samagriyan jo ki duniya ko bach ke rakhti hai, who sabhi ke piche kisi badi bhudi aur sundarta dikhi jati hai.

Hamari DNA ko gour Karen.

Chetnaki yeh ek geherayi shwatantra chinh hai.

Kis kisam ki dhatu me yeh banigayi yeh batlati hai

Ek sadharan cell me tin se panch so dhatu payi jati hai.

Aur Aapni akhan me dekhiye. Yeh ek eisi jantra hai jisme 40 jantra kitni achi se kaam karti hai.

Lakhon cells mile huaye hai.

Microscopic star me humen Admi ke dimak cell ki, akhon aur DNA milti hai.

Kya Aap soche hai ki  yeh jo sudh rasayanik parjai kya achanak ho sakti hai?

Mara matlab hai… kya Aap kya biswas karte hai ki sunyata se kuch bansakti hai?

Aur achanak iti badi antarjatik bibhinta ki prajay utpanha ho sakti hai?

Bibhinta ke prajay ki utpanha karne me hume kyan ki jarurat hai yeh hum kiski upar se dekh sakte hai.

Thermodynamics ki dusri niyam keheti hai ki samay ke anusar parjay aapni bisudhata khoti hai.

Par samagrik se bhi kaphi sari chije ki jarurat hai.

Achanakta jitni ragin aur sitaron jo hum dekh rahe hai unsabhi ki banan kar hai sakti hai.

Achanakta humari sadharan kyan, Sachyi, nyay aur pyar ki barnan kar nahi sakti hai.

Tab, Parmeshwar ki stit ko janne me humari sachyi hi khoj hi badi samadhan hai.

Suprasidh boigyani Einstein Kaha hai:

“ Parmeshwar Aapne aap ki stist ki har bastu me badhi hi sundar se barnan karte hai.

Ajkal, Boiyaki logo me se kaphi sari mante hai ki prithvi ki stist ki piche kisi badi hi budhi lagayi gayi hai.

Yeh Badi budhi parmeshwar ki hai.

Strist karta hai yeh duniya ki tamam logo mante hai.

Par, Kaphisari dharmaon hai jo Logo ki likhi gayi Pareshwar ki kahani me se bani gayi hai.

Aap Dharma ki sachayia kaise jan payenge yeh Main Adhyay 3 me batlauga.

Khaskar ke main Massihi bishwas ke wajon ko bataunga.

Adhyay 2 dekhne ke liya sukriya. Asha kara hun hum Adhay 1 aur 3 me phir milenge.

Jeevan aur Dharma ki padhati ( Satya ki khoj, bhag 3a)
2018-12-11T13:02:30+00:00

Pin It on Pinterest

Share This