Loading...

Bhag 3b

Biswatniya dharma janne ke liye sath disayen hai.

Massih dharm ki parksha ki jati hai. Tin dishayen istimal ho chuki hai.

Bhag 3b me dusri char diasayen istimal karme hum biswas ki wojan dekh chuke hai. Kya yeh biswas tal payegi?

Satya dharm aur adhyatmik jeevan ke chinha ki khoj me aap me re sath dijiye.

4. satya

Jo ghatnaye bible batlati hai kya woh sachi me huyi hai?

Oitihasik C. Sanders humari itihash me jitni ghati ghati hai use parakhne ki tin madham bataya hai.

Us Madhyam sab hai: 1 Bakya Samalochan; 2. Antargatik praman; 3. Bahik Praman

4a. Bakya samalochan

Bakya samalochan kaise hasli bakya sab ekatrit kigayi hai usko pdhati hai.

Bible ki peheli lekhak ki hasli bakya humare paas hai kya?

Purani niyam ki biswasaniya bakya Mrutu shagar se payi gayi Likhni se bilkul milti hai yeh mani jati hai.

Naya niyam ki likhni jaisi kuch bhi nahi ho sakti.

5000 se jaida likhini ki likhin. Ki hasli bakya, jo ki hasli likhni kahi jati hai.

Naya niyam ki Sabse pura ni likhni jo payi gayi hai use P52 kaha jata hai.

Aur Jon ki ek anksh san 125 ki lag bhag manijati hai.

Sabhi purani likhni alag alag jaga se ayi huyi hai par un me bibhinata payi nahi jati.

Boigyanik ki hisab se hum bilkul hi jan sakte hai ki..

Naya niyam ki peheli lekhak ki praman humare pass hai.

4b. Antargatik praman

Antargatik praman lekhak logon ki khyamata ko jankar satya ko batlane ki kaam karti hai.

Kya Nayi Niyam ki lekhaklog satya ko kehepayen?

Nayi Niyam ki lekhologo jo akho me dekhe wohi bataye hai.

Peheli satak me susamachar badi hi teje se Roman sampraday me phehel gayi thi.

Uska matlab jitney sari pehele padhne wale Yesh Massih ko jante the weh Nayi Niyam ko sachi mante the.

4c. Bahik Praman

Bahik Praman Oitihasi tatpake upar alochana karti hai.

Kya Bahik Praman Nayi Niyam me liki gayi sari sachiyin ko praman kar pati?

Pasntantrik, Sir William Ramsy ne praman kiya hai ki Nayi Niyam Paheli satabdi me likhi gayi hai.

Pahily aur dusri satabdi ke Oitihasihgan jaise ki Jew JosephusFlavius aur Romiya Tacitus

Yeshu massih ke bare me likhe hai jo ‘ Messiah’ Israel me kaha jati hai.

Nayi Niyam ki biswayogay ko paheli aur dusri satabdhi ke Kalesiyaon kin etagan manliye.

Tab, Humare pass prakrut bakya hai; Lekhak logone sachayi ko batasake aur woh sachayiyan biswasyog praman me se pramanit hai.

5. sachi Oiswaric samadhan

Humari hriday ki khalipanaur Khuddari ko mitane hum bible me se sachi Oiswaric samadhan pasakte hai.

Jab humlog Parmeshwar se mu fire huye hai uske liye hum hriday me khalipan hai.

Tab se hum Parmeshwar se aapni rista ko khochuke hai.

Humari swabhab ke bajay se hum Parmeshwar ki agyaon ki palan kar nahi parahe hai.

Isliye hum mane ya na mane Papi hai

Hum humari Papaon ki kimat chukanahi pate hai.

Purani Niyam ke bhababadiyon ne kaha hai ki Parmeshwar badalege.

Manab jat ki prakruti aur lakhya unki stan me jake Nayi niyam me rahegi.

Humari gunahon ke liye Jeshu Massih ne Parmeshwar ki nyay me ayeh.Jaise bachan digayi thi uske anusar unho ne hamare papaon ke liye krus pe jaan di.

Usne punar jeevit hoke unki Nayi Niyam me prabesh karaya

Yeshu ke alaba koi bhi dharmik bakti mruti se jeebit nahi huye hai.

Iesi kounsi shakti hai jo yeh karsakti hai? Kebal PArmeshwar ki hi ho sakti hai!

Agur unki mritu sarir ko unke biswasiyo dikhapate

Tab unlogo ne aapni biswas ko inkar karne karte.

Unki secodon cheolon ne us punarjeebit massih se mile.

Lag bhag sari apostol apni biswas ke liye maragaye

Paheli massihilog aur aaj ki massih log ki samachar wohi subh sandesh hai!

Agar aap Yeshu Massih se biswas karenge toh aapki jeevan bhi paribartan hoyegi.

Aur aap Annat jeevan ki payenge.

Kya aap Yeshu massih ke pyar ko pana chahenge yah inkar karenge? Yeh aap ki ichha hai.

6. Shanti aur Pyar

Shaniti aur pyar ke bare me kya hai?

Yeshu ki sachi biswasi unke jaise bange aur Parmeshwar unhe shanty aur pyar denge. Magar yeh ek parjay hai.

Ab hum woh 6 dhara ko bible pura karte dekha liya hai. Main aap ko dawa karta hun ki aap use pura Karen.

7. Parmeshwar ki awaz

Kya Aap ko Parmeshwar ki awaz sunai deti hai.

Kyu Aap bible padhna suru nahi karte aur Parmeshwar ko aapki riday se bath karne ko nahi kehete?

Woh aapko Aapni sachyi batlana chahate hai.

Adhyay 3 dekhne ke liya sukriya. Asha kara hun Aap Adhay 1 aur 3 bi dekhe honge.

Yeh meri asha hai ki yeh cinema Aapko Sachayi ki khoj me madad Karen.

2018-12-11T13:02:17+00:00

Pin It on Pinterest

Share This