Loading...

Sachha dharmik jeevan kaise hasil hoti?

Ek dhama ki mulya kya hai ?

Hum sachai ko kaise jan payenge?

Kyu koi dharm paribartan kate hai?

Yeh prasna ki utar pane ke liye… jaise ki

Main koun hun ? Main kyu jei raha hun ? Meri yatra kaha par hai ?

Yeh jo bhi iho… ek dharm adhyatmik jeevan ki rahah aur lakshya dikhati hai.

Kabhi kabhi hum apne undar mein sunyata anubhab karte hai.

Kyu ki hum apne shrist karta se geherayi rista nahi rakhte hai.

Sabhi dharmik-sastra yeh sunnyata ki samasya ko batlati hai.

Aur adhyamik laksya ko dikhati hai.

Koun si padhati kaam karti hai aur hum kisko apnaye

Koun si dharmasastra parameishwar prerana se likhigayi hai?

Woh sastra mein:

  1. Shtristi karta Parmeshwar ki bare mein jankari mile. Is movie mein “ Parmeshwar ke bare mein” Main barnan isliye karta hun ki..
  2. Adi mein se apni bujrukhon ki kahaniya padhe.
    Parmeshwar nirakar hai Aguar kisi bishwash Parmeshwar mein se nikli ho toh woh jarur adi mein suru huyi hogi.
  3. Oishwarik-Gyan, Chetana aur prerana ko khojiye…kyu ki wohi sab humare matru-santriki mein payi jati hai.
  4. Satya aur sachayi ke bare mein adhyan kariye.
  5. Hume apni Oishwarik samadhan ko apni andar ki khalipan aur apni shyayang samarth ke liye anusandhan karni hai.
    Kyu ki apni jeevan, pyar aur surakhit denewala Parmeshwar se hume wohi hi asha rakhni hai.
  6. Ek disha joh hume apni dhriday ko shanti aur pyar taraf lijaye.
    Pyar shriti ko bandti hai. Wohi apni striti karta ki laksya hogi.
  7. Hume apni Parmeshwar ki awaz ko sunni hai. Aguar yeh kitab unme se ayi huyi hai toh woh hume usi se bath karne chahate hai.

Kya Bible wesi kitab hai? Chalo uski likhani ki geherai ko dekhein

1. Shristikarta

Kya Parmeshwar Bible mein shristkarta kehelate hai?

Bible Parmeshwar ko prithvi ki aur jeevan ki Shtristkarta batlati hai .

Hum Parmeshwar ki jeevan aur pyar ko pane keliye banaye gaye hai.

Hume mein sacha pyar aur khushi ki pyas reheti hai

Hum sabhi maryada aur pyar chahate hai.

Kabhi kabhi hum yeh pyar ko kisi asamarth chijon se pane koshish ki karte hai.

2. Bujrukho ki kahani.

Kya Bible manabjat ki utpati se patlati hai?

Bible ki kahaniya bakehi purani hai.

Lagbhag 15.000 miti ki hai, Syria me lagbhag 2300BC me likhi gayi hai.

Is kahaniya bikul wohi kahaniya batlati hai jo bible me hai.

Tatpa anusandhan karne wale kaphi sari purani jagao kop ayehuye hai.

Bible me jo likhi gayi hai who sabhi ko praman ko khoj nikale hai.

3. Barabarta aur Majbhut

Kya hum Alauki budhi, Ekta aur Majbhuti ko bible me payenge.

Bible 66 kitab ki Milan hai jo 1500 sal me 40 lekhak ke hatho likhi gayi hai.

Is ki do bhag hai: Puratan aur Nutan niyam.

Us dono me kaphi sari samanata aur Oikyata payi jati hai.

Paheli manab kaisi aapni mahan jeevan kaise kho di yeh hum puritan niyam me padhte hai.

Aur Messiah ke bare me 60 se adhik bhabisat baniyan pate hai.

Jo ake Parmeshwar ke sath humare punar Milan karega.

Woh sari bhabisath waniya  unki jeevan suru se anth taak batlati hai.

Jewish Messiah ki parichy patra yeh sari praman karti hai.

Professor Stoner hisab karke batate hai ki, wohi ek admi me  kebal 8 bhavisath waniya sampurna hoti hai.

Amumanse 1017 me se 1, uski matlab 100.000.000 x1.000.000.000 me se 1.

Admi ke liye yeh asambhab hai. Par Yeshu Massih ne yeh sab kardiya.

Hume Messiah ki upar ki gay sari Bhabisat waniya ko yaad kari chayihai ki…

Who sab Yeshu Chist ki janam ke 600 saal pehele ki hai.

Aur purani niyam bhandh hoke san 2 se pehele uski greek anuwaad huiti thi.

Isliye, kyu Yeshu Massih Yehudio ka Massiah yeh naya niyam batlati hai.

Unhone Puratan Niyam ki sari jarutat bhavisat waniya sampurana kiye hai.

Wohi hi woh Messiah hai.

4. Satya

Jo ghatnaye bible batlati hai kya woh sachi me huyi hai?

Yeh bhag 3a ki antimhai.

Aap ‘bhag 3b’ bhi dekh sakte hai..  “ Satya dharm aur adhyatmik jeevan ke chinha” dusri hisha janne ke liye.

Satya dharm aur adhyatmik jeevan ke chinha.

Jeevan aur Dharma ki padhati ( Satya ki khoj, bhag 3b)
2018-12-11T13:02:24+00:00

Pin It on Pinterest

Share This