Loading...

Sambhal ke uchliya karo.

Yehi ek uchalne ka acha din hai.

Parmeshwar mein bishwas karna wesa hi satya hai.

Samarpan karne ke pehele aapko sachayi ko pehechanni hai.

Yeh Cinema me main Parmeshwar ki sachayi ko kaise paya yeh bataunga.

San 1989 me job 18 shal ka tha meri ucha-vidyalay ki puri hui.

Mera ek dost uske Papa ki kharidihui  car me ghumane nimantran kiya tha…Aur mein gaya tha.

Hum bahati joor se jarehe the. Raste me humari durghatana ho gayi.

Hum ek ghanta me 80km ke joori se jarahe the aur main ne seatbelt nahi paheni rakhi thi.

Mujhe kuch jakhmi nahi huyi thi par ambulance bulaya gaya tha.

Mujhe kuch nahi hua isliye Ambulance me main Parmeshwar ko dhanyabad diya.

Aur ek hapte ke baad main meri chutiyan bitane New York seher chalagaya.

Waha main meri Colombia ki pichhli-premika se mila.

Hume phir pyar huyi aur humara samay acha biti.

Main job Netherland me vapas aya toh socha kya hai yeh zindegi?

Pyar kya hai? Main kyu zinda hun? Kya Parmeshwar hai? Koun hai woh?

Main ne dua kiya: “ Parmeshwar, Mujhe aapki sachayi jane me kripaya madad kijiye.

Usi saal sitamber me Main Diventer me bachelar ki padhayi suru ki.

Kuch samay ke baad, Main Ayine me apne aapko dekha… toh mujhe kisi jangli jaisa mehsus hua.

Main ashrya aur bhay bhit hua. Main samarth se bhargaya.

Ayene ke samne apne aapko main pehechan nahi saka.

“Parmeshwar mujhe madad kar”, Yeh dua karke ko nirnay kiya.

Kuch paal me main phir thik ho gaya.

Tab main soch: “ Koun hai yeh parmeshwar”?

Unhone mujhe Car- durghatana se bachaya hai.

Aur ab, woh samarth ko is undekhi-prithvi me dikharaha hai.

Main vibhina dharma ki padhayi karne ko nirnay liya: Hinduism, Budhism, Christianty, Islam.

“Parmeshwar kripaya mujhe apni sachyi janne me madad kijiye”… Yeh Usi samay dua kiya.

Kuch din bad main Din ki ujale mein ek sapna dekha.

Main khud ko panike upar ek nouka

Me dekha.

Woh sapna ki sandesh yeh hai ki: “ Tum sochte ho tum sab kuch sambhalte ho paar yeh tum nahi balki Parmeshwar sambhalte hai.”

Woh sapna ke baad Main Parmeshwar ke prati jada hi dhyan diya, Uske liye Kisi bhi kimat chukani kyu napade.

San 1990 March 29th me Meri raat ki bhojan ke baad.

Main Parmeshwar ki upstit meri kamra me mehesus kiya.

Woh bakehi khubsurat thi. Parmeshwar ki pyar bakehi shyatch hai!

Mujhe samajh me ayi ki Parmeshwar sachi hi mujhe pyar karte hai. Aur main behat khus hua.

Main meri puri hriday deneko soch.

Jub main apne aapko samarpan kiya, toh unhone meri sari bojh ko utha ke mujhe undar ki santi di.

Tabhi mujhe laga ki Bible bakihi sach hai.

Kyu ki Bible main yeh likha hai ki: “ Parmeshwar pyar hai aur Yeshu Christ Messiah hai.

2000 saal pehele unho ne Aap ke paap ke liye, Mere paap ke liye, aur woh sab kuch jo Parmeshwar se hume alag karti hai  Un sab kuch ke liye mare the.

Jab main Yeshu Christ ko Apni Jeevan me grahan kiya.

Woh paap khama aur Parmeshwar, humari Pita se punarmilan ladiye.

Yeshu ne kaha: “ Main Satya hun, Main Margh  hun, Main Jeevan hun. Meri alaba koi Pita se janahi sakte.

Main Aap ko udscha dena chahata hun ki..

Satya ko khodiye, Parmeshwar ko khogiye aur Woh Aapko purastrit karenge.

Bhag 1 dekhne ke liye sukriya. Main chahata hun ki Aap Bhag 2 bhi dekhen.

Parmeshwar ki abashyak ( Satya ki khoj Adhyay 2 )
2018-12-11T13:02:36+00:00

Pin It on Pinterest

Share This